Monday, 24 February 2014

humay inkar na karna aya.

Usko chaha bhi to izhar na karna aya,
kat gayi umar hume pyar na karna aya,
us ne manga bhi to kuch judayi mangi,
aur hum the k humay inkar na karna aya.

No comments:

Post a Comment