Bohat din ho gaye shayed sahara kar liya uss ne
Hamaare baad bhi akhir guzara karliya osne
Hamara zikar to uss kai laboon pe aa nhi sakta
Hamein ehsas hai hum se kinara karliyauss ne
Woh basti ghair ki basti woh koocha ghair ka koocha
suna hia ishq bhi ab to dobara karliya ussne
Bhulla kar pyar ki qasmein woh waady torr kar
Kisi ku zindagi se bhi pyara karliya uss ne.

No comments:
Post a Comment